tanhaiyon mein unhe yaad karte hain,
woh salamat rahe yeh fariyaad karte hai,
unhi ki shayari ka intezaar karte hain,
unhe kya pata hum unse kitna pyaar karte hai.
*************************************************************
unko hum kya saza de jisne mohhabat mein mera dil tod diya,
gunaah to humne kiya jo unki baaton ko mohhabat samajh liya.
*************************************************************
kitna bebas hai insaan apni kismat ke aage,
kitna benoor hai sapna haqueequat ke aage,
koi ruki hui dhadkan se pooche ,
kitna tadapta hai dil mohhabbat ke aage.
***********************************************************
kaash kaanch banane wale ne dil kaanch ka banaya hota,
kaash kaanch banane wale ne dil kaanch ka banaya hota,
todne wale ke haath par zakhm to aaya hota.
- rekha's blog
- Email this page
- 1 point









Replies
mai hu na aap ka liya janamand
tanhaiyon mein ham ko yad karo na,
tum salamat rahe yehi duva hai meri,
hum aap ki shayari ka intezaar karte hain,
ha hamai pata hai aap kitna pyaar karte hai hame.
Post new comment