dil ki aawaz

tanhaiyon mein unhe yaad karte hain,
woh salamat rahe yeh fariyaad karte hai,
unhi ki shayari ka intezaar karte hain,
unhe kya pata hum unse kitna pyaar karte hai.
*************************************************************
unko hum kya saza de jisne mohhabat mein mera dil tod diya,
gunaah to humne kiya jo unki baaton ko mohhabat samajh liya.  read more