Abhi Wo Ashk Likhany Hain~~~Amazing Poem

Mujhe jo kuch bhi kehna tha
abhi me keh nahi paya

Meri Tehreer ki zad me
abhi to kuch nahi aya

abhi to Qarab likhna hai
jissay mehsoos karta hon
abhi wo khawab likhnay hain
jo ankhon me paltay hain
mujhay un ko bhi likhna hai
jinhain me dhoondh na paya

abhi wo log likhnay hain
jo khoo kar haath maltay hain

abhi wo ashk likhnay hain
kabhi jo beh nahi paye  read more